Updates

Buyer Rule #20: School bus wala ghar

Fidus Realty Β· 24 Nov 2026

"Papa… meri school bus yahan aayegi?" 🚌
Naya flat pasand aa gaya. Sab khush… phir Chhotu ne poochha.
Ghar ka raasta aapko pata hai. Par subah wali school bus ka? 🀍
Naya ghar dekho, toh school bus ka raasta bhi dekho.
Yeh reel unhe bhejiye jo naya ghar dekh rahe hain aur jinke bachche school jaate hain. πŸ‘‡
πŸ“ž 98142 78910

Buyer Rule #20 Β· Fidus Realty, Mohali
#BuyerRule #SchoolBus #NayaGhar #Mohali #FidusRealty