"Do lakh jama karwa diye! Ab toh loan jaldi khatam." πΈ
"Sir, aapki EMI kam kar di hai. Loan utne hi saal chalega." π¦
"Par maine tohβ¦ socha thaβ¦" πΆ
Part payment ke baad bank aksar EMI ghata deta hai, saal wahi rehte hain.
Jo chahiye, likh ke dijiye: EMI kam, ya saal kam. Aur nayi repayment schedule haath mein lijiye.
EMI ya tenure? Likh ke batao. π 98142 78910
Save karein, part payment se pehle kaam aayega. π
Aapne kabhi part payment kiya hai? EMI ghatayi ya saal? π
Stick Sketch Ep 15 Β· Fidus Realty, Mohali
General information, not legal advice.
#StickSketch #HomeLoan #PartPayment #Mohali #FidusRealty